1 comments

Dua

Published on Saturday, November 22, 2014 in

Sab kehte hn jb koi tanhai m betha ho to jis shakhs ki soch ate hi be sakhta awh !! nikle r dil kahe kash! to wo mehbob hta ha
lekin
mere sath aisa nahi hta mere dil se kbi kash ki sada nahi nikalti mere dil se dua nikalti ha us  dua m tmara nam hta ha in duaon m 1 sakon ha r yai sakon mera sarmaya ha. 1 anmol r qemti sarmaya jo shaid REHMAT E ELAHI ha . mere lie ALLAH ki be karan rehmat!!!!!!!!

0 comments

Rishtey

Published on in



0 comments

Mout and marna

Published on in

Main Mout se harghiz nahi darti Magar marne se darti hon
Mout rihai ha Mout visal ha Mout zindagi ka hasil ha .
Magar
Marna is k bar'aks  ha Mar main tab hi jaon gi jab meri zaat k hone ka ehsas khatam ho jae ga Lekin Agr waqt ki pareshani par main ksi apne ya parae k Dil se ubharti Aur Labon par mehakti hoe muskan  ka nishan chor jaon gi to main kabi nahi maron gi.
Mout ye nahi k sans ruk jae Asal Mout to ye k ap ko yad krne wala koe na ho ....................

0 comments

Manzil k Musafir

Published on in

Na pocho k meri manzil kakhan ha
Abi to Safar ka irada kia ha
Na haaron gi hosla zindagi bhar
ye khd se wada kia ha

0 comments

Smile

Published on in

5 sec agr smile krne se photo achi ati ha to forever krne se sari zindagi asan ho jati ha

0 comments

True Fact

Published on in

Is dunya mn hamesha aisa hta ha k jo b dosron k lie acha sochta
 sb ki khushi chahta ha
  sb ka khyal rakhta ha wohi insan 
Hamesha 
Dokha khata ha nd akela reh jata ha 
Lekin in sb k bawojod 
hamen dosron ki care nd khushi ko dekhna chey
 ye  chez koe meny nh rakhti k 2sre apko kia de rhe
 jb hm ksi k lie acha sochte han to wo hmare lie acha hta ha
 bcz it gives us internal satisfaction ....
Nd kabi ksi se expect nh krna chey

0 comments

Nafs

Published on Friday, May 16, 2014 in

“Nafs.
Nafs Insaan Ko Janwar Bana Deti Hai. Jab Insaan Nafs Ka Ghulam Ho Jata Ha tou Janwar Ban Jata Hai!”